

Aaj ke din ki baat kuch aur hai
Aaj aasman ki chamak kuch aur hai
Aaj sitaro mei sargoshia c hai
Aaj hawa mei khsubo c hai
Yeh sab mumkin yun hai
Aaj meri jaan ki pedayish ka din hai
***********************************************
Yeh socha jab khuda ne banaya tujhay
kuin na isay khushbu dar miti say banao
Jis ki khusbu mehka day sare jahan ko
Jis mei aisi chamak ho jo tarpa day sare jahan ko
Phir socha is ki rooh mei kya khaas baat dalun
Phir sare jahan ki chun chun kar achayah daal de
Bohot sa pyar,mohabbat aur sachae daal de
Ik aisi masti daal di jo mastana bana day sabko
aesay gur daal diya jo dewana bana day sabko
Jism ko aisa tarasha ke hoorain tarap kar kah uthi
La day hamay tou ham sajaye isi mahal mei
Khuda nay kaha NA,..mei nay banaya hai isi chamiya ke liya
Jis ko banao ga mei isi ki pasli say
Jo kare ge intizaar sari umer is ka
Aur tooth kar karege pyar jab mil jaye ga usay
Banatay Banatay achanak say ik Aag aa gae
Lapak pari us kay behjay ke hisay mei
sare faishtoon nay bhujaya usay jis mei aek din lag gaya
Khuda nay is kay badlay is k dil mei bohot raham bhar diya
Saray jahan ki fikar daal di,saray jahan ki khoobsurat daal de
Jab ban gaya insaan aur phookhi gaye rooh
Tou dekh kar sab aash aash karnay lagay
Phir socha isay kis ghar mei dalay usay
Jahan dekha khuda nay pyar aur mohabbat champak ke kabil
Utar diya usay dunya mei september ke mahenay mei
Phir kuch maheno ke baad ik andhi chali
ikzameen ke konay mei zalzala aa gaya
Jo mehsoos na huwa insaan se
Par aasman ko hila diya
Roonay ki awaaz se aya champak dunya
13 th june ka din tha aur kuch ajeeb c baat the
sari dunya champak ke sath the
gunagunti hai fiza,jashan banata hai asmaan
har saal isi din,isi jahan
*********************************
Mubarak ho aap ko is din ki khushiyah
Salamat rahe aap,jab tak rahay yeh darti aasmaan
Dua hai meri mili woh sari naymatien aap ko jo banaye hai is jahan ke liya
Aur de de mujhay saray dukh aap kay
Ae kash aap kay ansu ko mita do mei
Ae kash aap ki hansi mei shamal huin mei
Milay har khushi jis ki cha ho aap ko
Mialy itna pyar ke bhool jae aap har gam
Bus yaad rakhna mujhay har dam
Happy Birthday My Love.
smooch
No comments:
Post a Comment